SEARCH RESULTS
Showing search results for "jazba e mohabbat raza ilahi ebooks"
Nazm MATCHES FOR "jazba e mohabbat raza ilahi ebooks"
Nazm
etiraf
baat kahnaa nahii.n aatii mujhe likhnaa nahii.n aataa
satr kahne kaa hunar nazm banaane kaa saliiqa
Khalid Ahmad
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
khol aa.nkh zamii.n dekh falak dekh fazaa dekh!
mashriq se ubharte hu.e suuraj ko zaraa dekh!
Allama Iqbal
Nazm
main use waqif-e-ulfat na karun
sochtaa huu.n ki bahut saada-o-maasuum hai vo
mai.n abhii us ko shanaasaa-e-mohabbat na karuu.n
Noon Meem Rashid
Nazm
etiraf
ab mire paas tum aa.ii ho to kyaa aa.ii ho
mai.n ne maanaa ki tum ik paikar-e-raanaa.ii ho
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aaj ki raat
dekhnaa jazb-e-mohabbat kaa asar aaj kii raat
mere shaane pe hai us shoKH kaa sar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
tawaif
apnii fitrat kii bulandii pe mujhe naaz hai kab
haa.n tirii past-nigaahii se gila hai mujh ko
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
jazbaat-e-aftab
aah me.n ai dil-e-mazluum asar paidaa kar
jis me.n saudaa-e-mohabbat ho vo sar paidaa kar
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
main kyun bhul jaun
tirii chashm-e-mai guu.n kaa labrez saaGar
javaanii tirii kaif-aavar javaanii
Arsh Malsiyani
Nazm
saza
bhuul jaanaa unhe.n aasaan hai ai dil
tuu ne pahle bhii ka.ii baar qasam khaa.ii hai
Baqar Mehdi
Nazm
barsat ki ek raat
ye barsaat ye mausam-e-shaadmaanii
KHas-o-KHaar par phaT pa.Dii hai javaanii
Kaifi Azmi
Nazm
shikwa
kyuu.n ziyaa.n-kaar banuu.n suud-faraamosh rahuu.n
fikr-e-fardaa na karuu.n mahv-e-Gam-e-dosh rahuu.n
Allama Iqbal
Nazm
nazm
shahrii hai.n ham-vatan hai hindostaa.n hamaaraa
hai ye zamiin hamaarii ye aasmaa.n hamaaraa
Nazm
maut
ufuq-e-ziist se ik aur sitaara TuuTaa
ik kiran aur hu.ii raat kii zulmat me.n asiir